Moon ha tu phr isy follow krna hai taky chat box ka maza kharab na ho aur hum sb uhe baat krty rhy😊

Points: 250

    ✨GHORI✨ ghori yar mujhe pata h maine yesa abhi tak kuch kia h ya kuch galat post kia h ya kisi ko kuch bura bola hai 😞😞😞😞.. Ek baar mujhe Waring mil chuki h maine aap ko bataya tha mai phir yesa kyu karungi....

      .♡sanu...♡. 🤣🤣🤣🤣🤣🤣 kyu bhai number h ya prasaad... But yar sanu mai insta nahi chalati